khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga ,kabhi monkey to kabhi donkey banaa chaha hoga , end main dono ka mixture pasand ayya ho ga.
Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
Zulf rukh say hatta k bat karo
raat ko din bana k bat karo
ashianay k charagh madhum hain tum zara
aankhain uttha k baat karo koi taza fareb
danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo.
Wada kero per nibhana sikho
Chahat dil mein rakho per jitna sikho
U hi kisi ko intizar na karvao
Koi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho.
Hansi ne labon pe ana choor dia hai,
Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai
Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi
Aap ne jab se yaad karna choor dia hai.