Welcome to LOVEPAKI.COM
 
Friendship SmS
Aap to manzil ko mushkil samajte hain,
hum aap ko manzil samajte he,
bada fark he apke or hamare nazariye me
aap hume sapna or hum aap ko apna samajte hai



 
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,
diwane dil pe kabu hum pa na sake,
aaj itne karib se gujar gaye wo,
phir bhi unka hath hum tham na sake


 
Aapki muskan hamari kamzori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai?

 
Us ajnabi ka yun na intzaar karo,
Is aashiq dil ka na aitbaar karo,
Roj nikla kare kisi ki yaad me ansu,
Itna kabhi kisi se na pyaar karo?

 
Apne dil ki baat unse keh nahi sakte,
Bin kahe bhi jee nahi sakte,
Ae khudaa aisi takdeer bana,
Wo humse khud aa kar kahe-
?Hum aapke bina rah nhi sakte

 
Ajnabi galiyon se hum guzra nahi karte,
darde dil liya aur diya nahi karte,
ye pyara sa rishta sirf aapse hai,
warna itna yaad hum kisi ko kiya nahi karte

 
Andhere me rasta banana mushkil hota hai,
Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai,
DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi,
Ise bas nibhana mushkil hota hai.

 
Har dil ki dharkan mein koi baat hoti hai,
Har udasi mein kisi ki yaad hoti hai,
Aap ko pata ho na hoa,
Aap ki khushi ke peechay humari dua sath hoti hai

 
 
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10