Welcome to LOVEPAKI.COM
 
Ramadan SmS
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,

Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
RAMZANaaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna


 
Ay Allahqismat mein meri chain se jina likh day doobay na kabhi mera safeena likh de jannat b gawara hai magar mere liye ay katibe taqdeer madina likh de


 
Pakistan main ya hawa cha rahi hay.. ..her..insan kpas say ya dua arahi hay.. ..ramdan mubarak hun...aap ko.. her jaga say yahi sada arhi hay

 
 
1 2 3 4

Back