Welcome to LOVEPAKI.COM
 
Romantic SmS
Teri lovely eyes ne
Mujpe ek effect kiya hai
Ki mane sabko reject karke
Tujko select kiya hai


 
Mehek teri aj bhi meri sanso main he,
har ek ada teri meri ankhon main hai,
to bhale mita de apne dil se mera naam,
magar teri jaga aj bhi meray dil main hai


 
Bethey hoo honthoo ko siye pachtaoo gay bhoat,
Ishaq jaag uthta hai aksar aisi khamoshi ke baad.

 
Teri lovely eyes ne
Mujpe ek effect kiya hai
Ki mane sabko reject karke
Tujko select kiya hai

 
Eid Ka chand Dekha Bohot Piara Tha

Zara Gorse Dekha Wo Chera Tumhara Tha

 
kaisay jiyan gay tum bin

yeh kiyal tu kiya hota

jo dard saha hum nay

wo dard tum nay bhi kabhi saha hota

bas chal diya daman chora kay

begano ki tarah

kam say kam has kay ik dafa alvida too kaha hota

 
Kabhi Jo Khuwab Banay Kajal, Phel Ankhon May Jaye To

Usay Roya Nahi Kartay, Woh Khuwab Tora Nahi Kartay

Koi Manzil Say Bhatak Jaye, Uskay Sath Chaltay Hain

Usay Khonay Nahi Detay, Usay Tanha nahi Kartay

 
Woh mera ho jo nighaaon main hayya rakhta ho

Umar bhar sath chalnay ka Azmay Wafa rakhta ho

Naaz Uss kay na utthon To Shikayat na kary

Woh Zakham kha ker bhi muskranay ki adda rakhta hooo

 
Kash Dil Kii Aahh Main Itna Asar Hoo Jayee
Kay Hum Jisay Cahay Usay Khabar Hoo Jayee

 
Kabhi rastey mein mil jaao, to katrake guzar jana,
Humein iss tarah takna, jaisey pehchana nahin tumne,
Humara zikra jab aae, to yun anjaan ban jana,
Jaise naam sunker bhi humein pehchana nahin tumne

 
 
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10