Welcome to LOVEPAKI.COM
 
Selfish SmS
Kab hoi pyar ki barsat mujeh yad nahe?
kaif me dobhi mulaqat mujeh yad nahe?
main to madhosh tha kuch itna uski chahat mein,
usny kab chor diya sath mujeh yad nahi.



 
Judai har pal yun mehsoos na hoti, kash wo itni majbur na
hoti, waqt banaa deta hai insan ko bewafa warna mohabat itni
mashhoor na hoti.


 
Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, Mai uska divana ho
gaya chand badalo mai kho gaya, Hamne badal hatne ka
intazar kiya, Tabtak chand kisi or ka ho gaya.

 
Tumhari har ek baat bewafai ki kahani hai, lekin teri har ek
sans meri zindagi ki nishani hai, tum aaj tak samaj nahi paye
mere es pyar ko, esliye mere ansoo b tumhary liye sirf pani
hain.

 
Barbad kar gae vo zindagi pyar ke naam pe, bewafai mil gai
vafa ke inaam pe, zakhm hi zakhm de gaya vo dawa ke naam
pe, khuda bhi ro pada meri mohabbat ke anjam pe.

 
Mohabbat sikha kar juda ho gaye... Na socha na samjha khafa
ho gaye... Duniya mein kisko hum apna kahein... Agar tum hi
bewafa ho gaye.