|
Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi
Zindagi lagti hai bejaan kabhi kabhi
Samjh Aaye tou humen bhi batana
Ke kyun karti hain yaden pareshan kabhi kabhi
|
Yoon To Duniya Ik Nuqte Me Simat Jati Hy
Teri Talash Me Ye Nuqte Aboor Kr Na Sake
Ik Tera Pyar Mere Liye Motabr Thehra
Us Pe Naz Tha Lekin, Gharor Kr Na Sake
|
Tumhara naam likh likh kar mittana bhool jata houn,,,
Tumhain jab yaad karta hun bhulana bhoool jata houn,
Bahot si aisi batain hain jo mery dil main rehti hain ,,,,,,,,
Magar jub tum se milta houn sunnana bhool jata houn,,,,,,,
Tumharey baad ab har pal bari mushkil se katta hy,,,,
Main aksar tum ko batana bhool jata houn,,,,
Main harr sham kehta houn k tum ko bhool jaoun ga,,
Magar jab subah hoti hy to bhullana bhool jata houn.
|
Aisa nahi k us sa Mohabbat nahi hamain,
Gham Roz Roz sehna ki aadat nahi hamain,
Har bar us k samna sar ko juka liya,
Our pir b dekh uss sa Shikayat nahi hamain,
Aetibar kar k Chahte hai hum,
Uss k siwa kisi ki b Chahat nahi hamain,
Hum jantain hai wo b hai Tanha hamra bina,
Oouron sa poochne ki zarorat nahi hamain,
Kaisay rahain ga Bin uss k ab Baat man lay,
Us k bagair Rahnay ki Aadat nahi hamain
|
Palko ka kinarey jo hum ney kabhi bhegoy nahi
Inehee lagta hey k hum kabhi roye nahi
Pochtey hey kisey dekhtey ho sapno mai
Inehee kiya malom k hum barso sey soye nahi.
|
main b khamosh negahon say osay dakhta hai
Wo b chupkay say kabhi aa kay sada dayti hay.
Kia khaber kal ki mager hm nay suna hay akser
rafta rafta ya ada payar bharda dayti hay..
|
| |